JANNAT bhi khwahish e KARBALA rakhta hai

Tanha KARBALA jaane mile toh chale jaana, Waha akelapan nahi lagega.


Waha jaane k baad jab JANNAT mein jaaoge, toh waha nayapan nahi lagega.


Jannat ki khwahish MUSALMAA toh kya KAFIR bhi rakhtaa hai,


lekin KARBALA ki khwahish ek HUSAINI AZADAAR hi rakhta hai.


JANNAT meim jaaye ya na jaaye, KARBALA zarur jaayenge.


K khud JANNAT bhi khwahish e KARBALA rakhta hai...