Yai zindagi tu hai sadqa Hussain a.s ka

Hum pe to bada karz hai pursa Hussain a.s ka

Wo khak e karbala pe sajda Hussain a.s ka

Kya gham gham e Hussain a.s me kut jae zindagi

Yai zindagi tu youn bhi hai sadqa Hussain a.s ka